aap ko dil ki baat keh dete darte hain kahin dil hi na toot jaaye...;-) sher to pehle bhi likha tha par koi inaam nahin mila yeh sauda to pehle bhi kiya tha aapne use tod diya... ab kaise yakeen karen aapka ki is baar treat milegi.. ek meherbaan nazar hum par aa padegi... pehle paise rakhiye wahan jahan aapka moonh hain..* khane ke baad likhenge sher yeh mujhe kabool hain..