You are on page 1of 6

Kisam Awwal: Amil apne naam ke adad ke mutabik 41 din rozana parhay tou woh amal aik

dafa kaam de ga, humesha nahin.


For Example: Agar kisi ka naam Asad hai tou us ke naam ke adad 65 hain tou woh 65 baar parhay
ga.
(Agar aap ko apne naam ke adad nahin pata tou yahan se phuch saktay hain)

Dusri Kisam: Jo amal parhna ho us ke haroof ki tadad jitni ho utni hazar martaba rozana 41
din parhay tou hamesha ke liye amil ho jaye ga. Amil is ka safe zaban ho jata hai phir ba'waqt-e-
zaroorat sirf 1 baar parhna kafi hota hai.
For Example:
Amal = "Ya Wahhabu"
Haroof Ki Tadad = 04
Yani har harf ke badlay 1 hazar parhna howa tou ye tadad bahi 4000

Tesri Kisam: Amal ke jitnay haroof hon, utnay sau (100) martaba rozana parhay. Ye zakat bhi
aik hi baar kaam deti hai. Magar kisam awwal se behtar hai.
Example:
Amal = "Ya Wahhabu"
Haroof Ki Tadad = 04
Read = 400 Times

Kisam Charam: Zakat Sagheer: Amal ke qawaed qamri jitnay hon, utnay hi baar rozana
parhay, ye zakat amli hai aur moatbar bhi
Example:
"Ya Wahhabu" ke adad qamri hain 14 tou is ko 14 baar hi parhain gey

Kisam Panjam: Zakat Kabeer: Amal ke adad qamri ko haroof-e-amal se zarb do aur
hasil zarb ko rozana parho ye zakat sagheer se zayada kawi hai, hamesha ke liye amil ho jaye ga.
Example:
"Ya Wahhabu"
Amal Ke Adad x Haroof Ki Tadad = Zakat Kabeer = 14x4= 56

Kisam Shasham: Zakat Akbar: Amal kabeer ke adad ko phir haroof ki tadad se zarb de kar
rozana parhain, ye kabeer se bhi zayada kawi hai keh is Ism ke Mowwakil samnay akar amil se
mulakat karain gey.
Amal Kabeer Ke Adad x Haroof Ki Tadad = 56x4 = 224

Kisam Haftam: Zakat Akbaer: Amal akbar ki tadad ko phir haroof ke adad se zarb de kar
parhain, ye akbar se bhi zayada kawi hai, is Ism ke Mowakkil khadam ho kar har waqt sath rahain
gey.
Example 224 x 4 = 896

Kisam Hashtam: Zakat akbar al-kabaer: ye akhri zakat hai yani amal akbaer ki tadad ko
phir haroof ke tadad se zarb de kar parhain is ko kabriat ahmar ya laal spaid kehtay hain.
Example 896 x 4 = 3584

2nd way


AMAL KI ZAKAAT:
Ism Ilahi ya phir kisi ayat ki zakaat se murad wird ki woh makhsoos tadat
hay jissay kernay kay baad uss isam ya aayat ki batni roohani qoowat amil
ki dastras main aa jaati hay(iss tadat ko nikalnay kay bohat say rules han)
ZAKAAT AUR CHILLAY KA FARQ:
jab kay chilla say murad dinno ko woh makhsoos tadat hay jiss main kissi
isam ya aayat ki batni qoowat amil ki dastras main aa jaati hay(dinno ki yea
tadat 3 say lay ker 40 tek ya uss say bhi ziada hoo sakti hay. simply saying
zakat=amount of reading of amal(perhai ki tadat) and chilla=amount of
days(dinno ki tadat)
ACTUALLY CHILLA IS A BIGGER TERM,AND WAZEEFA IS A SMALLER
TERM, WAZEEFA MAY OR MAY NOT BE AN ELEMENT OF CHILLA,
CHILLA MEANS ANY AMAL DONE FOR 40 DAYS,
EXAMPLES:
1-IF YOU GO TO DIFFERENT PLACES OF THE WORLD FOR "TABLEGH
OF ISLAM",THEN IT WILL ALSO CALLED A CHILLA,EVEN IF YOU DID
NOT RECITE ANY WAZEEFA.
2-IF YOU RECITE SOME WAZEEFA FOR 40 NIGHTS FOR THE
SOLUTION OF SOME PROBLEM, THEN IT WILL ALSO CALLED A
CHILLA.
IMPORTANCE OF ZAKAAT:
zakaat is must for any wazaif or amal have curative power in it. & Once
the zakaat is given for perticular amal, we have mastery over it to use it.
zakaat is like a food for the mowakkils of the amal, because in amals
mowakkils are created by zakaat, i give you an example, if mowakkil of
Ism e Ilahi "ya jabbar" is kalkaeel, then all the peoples who use this amal,
would u think the same mowakkil will go and appear every where?? no, by
giving zakaat, copies of this mowakkil are created, & hence all called
kalkaeel, therefore zakaat is must, there is no way to escape zakaat
except somebody perform zakaat & give you permission to use the powers
of amal.
AMAL KI ZAKAT KA MAQSAD HEE AMAL KI BATNI ROOHANI
QOOWAT KO HASIL KERNA HOOTA HAY.
ZAKAAT KAY LIYEE USTAAD KI IJAZAT:
1-IJAZAT KI ZAROORAT ROOHANI SUPPORT KAY LIYEE HOOTI
HAY,
2-TEACHER BAYSHAK WAHAN NA HOO MAGAR USS KI ROOHANI
POWERS WAHAN HOOTI HAN AUR STUDENT KO GHALTIYON SAY
BACHATI HAN,
3-AUR SAB SAY BERHI BAAT KAY USTAAD KI DUA HER KHATRAY
KAY SAMNAY "DHAL"(SHIELD) HOOTI HAY,
ZAKAAT KI NEEYAT:
AAP KO AMAL SAY PHELAY APNI NEEYAT KO KHALIS KERNA HOO
GA,YA AAP APNAY ZAATI MASAEL KAY HAL KAY LIYEE AMAL
KERAIN,YA DOSRON KAY MASAEL KAY HAL KAY LIYEE AMAL
KERAIN,
JAB MERAY SAMNAY YEA CHOICE AYEE THI TOO MAIN NAY "FAIZ"
KI RAH APNAI,LAIKIN HER INSAAN KI APNI CHOICE HOOTI HAY.
YAAD RAKHAIN, DOSRON KO SAYA DAINAY WALLA DERAKHT(TREE)
KHUD HAMESHA DIRECT SUN LIGHT/HEAT KAY NEECHAY HOOTA
HAY,
ZAKAAT KI TADAD KA TAQARER:
ZAKAT KAY LIYEE WIRD KI TADAD MALOOM KERNAY KA TAREEQA:
KISSI BHI AMAL KI ZAKAT NIKALNAY KAY BOHAT SAY TAREEQAY
HOOTAY HAN,AUR MAIN NAY HER TAREEQA KO AZMAYA HOWA
HAY MAGAR MERAY TAJARBA MAIN ZAIL KA TAREEQA SAB SAY
PUR-ASAR RAHA, ZAKAT KI TADAD KO NIKALNAY KAY ISS
TAREEQAY KAY 4 DERJAAT HOOTAY HAN,HER DERJAY KA TAREEQA
AUR USS TADAD KOO PERHNAY KA FAIDA ZAIL MAIN DEKHAIN,

1)=ZAKAT KAY LIYEE WIRD KI TADAD MALOOM KERNAY KAY LIYEE
AMAL KAY ADAD E ABJAD KO AMAL KAY HAROOF KI TADAD SAY
ZERB DEY KER "ZAKAT E AWAL" KI TADAD HASIL KI JAATI HAY
FAIDA=(ISS SAY AMAL KISSI AIK MAQSAD MAIN KAMYABI DAITA
HAY)

2)="ZAKAT E AWAL" KI TADAD KO AMAL KAY HAROOF KI TADAD
SAY ZERB DEY KER "ZAKAT E DOOM" KI TADAD HASIL KI JAATI
HAY FAIDA=(ISS SAY AMAL AIK SAY ZIADA KAMOO MAIN
ISTMAAL HOO SAKTA HAY)

3)="ZAKAT E DOOM" KI TADAD KO AMAL KAY HAROOF KI TADAD
SAY ZERB DEY KER "ZAKAT E SOOM" KI TADAD HASIL KI JAATI
HAY FAIDA=(ISS SAY AMAL KAY "MOWAKKIL" AMIL SAY MANOOS
HOO JAATAY HAN,AUR GHAIBI TOER PER SAHIB E DAWAT YENI
AMIL KAY IRD GIRD GHOMTAY REHTAY HAN)

4)="ZAKAT E SOOM" KI TADAD KO AMAL KAY HAROOF KI TADAD
SAY ZERB DEY KER "ZAKAT E CHAHARUM" KI TADAD HASIL KI
JAATI HAY FAIDA=(ISS SAY AMAL KAY MOWAKKIL SAHIB E
DAWAT YENI AMIL KAY SAMNAY MOJASSAM HOO KER HAMESHA
KAY LIYEE HASIR HOO JATAY HAN)

EXAMPLE:
AMAL= "COMPLETE BISMILLAH" KA AMAL,

ADAD E ABJUD=786
HAROOF KI TADAD=19

1-ZAKAT E AWAL=786 X 19= 14,934
2-ZAKAT E DOOM=14,934 X 19= 2,83,746
3-ZAKAT E SOOM=2,83,746 X 19= 53,91,174
4-ZAKAT E CHAHARUM=53,91,174 X 19= 10,24,32,306
SOME IMPORTANT POINTS REGARDING THE ZAKAAT:
1-RECITE THE AMAL(FOR WHICH YOU ARE GIVING THE ZAKAAT)
WITH DAROOD SHARIF 7-7 TIMES BEFORE AND AFTER THE AMAL
AND PRAY FOR THE SUCCESS IN AMAL OR SOLUTION OF YOUR
PROBLEMS.
2-START THE AMAL ON NEW MOON'S THURSDAY.
3-DISTRIBUTE 40 NAN KABABS AS "KHARAAT/LUNGER E MOLA"
BEFORE STARTING THE AMAL
4-THROW SOME BALLS OF WET FLOUR IN WATER AS SADQA EVERY
SATURDAY OR AS DIRECTED BY YOUR OWN SPIRITUAL GUIDE.

You might also like