You are on page 1of 8

Lyrics

1.sarela makan se talab


Aye Khatam e Rusul, Kaba e Maqsood tu hee
Dar surat e har chay hast maujood tuhi.
Aayat e kamal e haq ayan nastbato
Azaat kay darpardah nihaan bood tuhi.
Suhani raat thi, x2
Aur pursukoon zamana tha,
Asar mein dooba hua jazb e aashiqana tha
Unhein to arsh main mehboob ko bulana tha,
hawas thi deed key mairaj ka bahana tha.
Sarela makan se talab hui,
Sue e muntaha woh chale Nabi.
Yeh kamal e husn ka mojza,
Ke firaaq o haq bhi na seh saka.
Sir e la makan se talab huwi
Sue e muntaha woh chalay Nabi.
Shab e Mairaj liya arsh e bareen per bulwaye
Sadma e hijr Khuda say bhi gawara na huwa.
Sir e lamakaan se talab howi
Su e muntaha wo chalay Nabi.
Koi had hai unkay urooj key, balaghal ula be kamalehi
Sir e lamakaan se talab huyee, koi had hai unke urooj ki.
Khair ul Wara, Sadr ud Duqa, Najm ul Huda, Noor ul Ula
Shams ud Duha, Badr ud Duja, Yaani Mohammad Mustafa.
Koye had hei unkay uroj key x4

Khair ul vara, sader ud Duka, Najm ul Huda, Noor ul Ula


Shams ud Duha, Bader ud Duja, Yani Muhammad mustufa.
Aaqa rawa salare deen, Ya Rehmat Al Lil Aala Meen
Aa muqtuda e mursaleen, aa peshwa e ambiya
Jannat nishan e qoouet to, wash shams eeman ro e to
Wallail wasf e loe to, khubi ye ruyat badduha
Is mein to is mein aazmi, jis main to jaan e alami
Zaat e to fakhr e aadmi, shaan e to shaan e kibriya.
Koi had hai unke urooj ki x4
Jo gaya hai farsh say arsh tak, woh burak to lay gaya bedharak
Tabaqay zameen waraq e falaq, gaye neeche paaon say pursarak
Latein zulf key jo gayi latak, to jahan sara gaya mehak
Hoye must bulbulay is qadar, to yeh ghunche bole chatak chatak.
Koi had hai unke urooj ki x4
Gaye ghar say charh kay burraq per
Shab e wasl rukh say howi sahar
Yeh safar tha khoob se khoobtar
Yeh he tha her ik ki zaban per.
koi had hai unke urooj ki x4
koi had hai unke urooj ki, balaghal ula be kamalehi
Yeh hi ibtida yeh hee intiha, yeh farogh jalwa e haq numa
Ke jahaan sara chamak utha, kasha fad duja bejamalehi
Rukh e mustafa ki yeh roshni, yeh tajallion ki hama hami
ke her ik cheez chamak uthi, Kashafad dujaa bijamaalihi
Kay har eik cheiz chamak uthi x4
Kasha fad dujaa bijamaalihi
Na falak, na chand tare, na saher, na raat hoti
Na tera jamal hota, na yeh kainaat hoti.

Ke her ik cheez chamak uthi x3


Kasha fad dujaa bijamaalihi
Woh sarapa rehmat e kibriya, ke her ik pay jis ka karam howa. Aaa (Sufi
Chants)
Yeh Quran e paak hai barmala, hasonat jamiyo khisalehi
Yeh kamal e haq e muhammadi, key her ik pe chashm e karam rahi
Sir e hashar nara e ummati, Hasunat jamiu khisaalihi.
Wohi haqnigar wohi haqnuma, rukh e mustafa hai wo aaina
Ke Khuda e Paak nay khud kaha, Sallu aleyhi wa aalihi
Mera deen ambar e warsi, baKhuda hai ishq e mohammadi. Aaa (Sufi
Chants)
Mera zikr o fikr hai bus yehi, sallu aleyhi wa aalihi.
sallu alaihi wa alihi x4
Che kunam bayane kamaleo, balaghal ula be kamalehi
Che farogh karda jamaleho, Kasha fad dujaa bijamaalihi
mun hairatamza khisaleho, Hasunat jamiu khisaalihi
dil o jaan e maba khayaleho, Sallu aleyhi wa aalihi.
sallu alaihi wa alihi x4
Aie mazhar e noor e Khuda, balaghal ula be kamalehi
Maula Ali mushkil kusha, Kasha faduja bijamaalihi
Hasnain jaan e fatima, Hasunat jamiu khisaalihi
Yani Mohammad Mustafa, Sallu aleyhi wa aalihi
sallu alaihi wa alihi x4
Qawwali Information
Kalam: Hakim Mirza Madani
Recited By: Sabri Brothers ( Ghulam Farid Sabri and Maqbool Ahmed
Sabri )
Album: The Greatest Hits
Official Length of Audio/Video: 17:42

Shaikh Musleh-Ud-Din Saadi Shirazi (D. 1292), a persian Naat Khwaan of


the rank of Hafiz Shirazi, Maulana Rumi, and Shaer Al-Mutanaby,
composed the following Naat. As the Naat depicted the attributes of the
Holy Prophet Muhammad (SAW), the Shaikh was therefore endowed with
the honour of his vision, who showed his appreciation by commanding him
to continue the recitation of the Naat that was composed for him.

2.kaaba ke badrudduja
Kaabe ke Badru duja tumpe karoron Durood
Taiba ke Shamsud Duha tumpe karoron Durood
Shaafae Roza Jazaa tumpe karoron Durood
Daafae jumla balaa tumpe karoron Durood
Dil karo thanda mera woh kaffe paa chaand sa
Seene pe rakhdo zaraa tumpe karoron Durood
Aur koyee Ghayb kya tum se Nihaan ho bhalaa
Jab na Khudaa hi Chupaa tumpe karoron Durood
Wo Shabbe Meraj raaj woh safe Mehshar ka Taaj
Koyee bhi aisa howa tumpse karoron Durood
Kar ke tumhare Gunaah mange tumhee se Panaah
Tum kaho Daaman me aa tumpe karoron Durood
Tum ho Haafiz-o-Mughees kya he woh Dushman Khabees
Tum ho to phir khauf kya tumpe karoron Durood
Ek taraf Adaae Deen ek taraf he Haasideen
Banda he tanha Shaha tumpe karoron Durood
Hum ne khataa me na ki tum ne ataa me ki
Koyi kami sarwaraa tumpe karoron Durood

Aankh ataa kijiye us me ziya dijiye


Jalwa qareeb aa gaya tumpe karoron Durood
Kaam wo le lijiye tum ko jo Raazi kareh
Theek ho naame Raza tumpe karoron Durood
Zoeb :

Jaga Jee Laganay Ki Dunya Nahin Hai Lyrics

Urdu Lyrics, Urdu Roman Lyrics, and English Translation


Verse 1:
Anokhi waza hai sare zamane se nirale hain, Yeh aashiq kaunsi
basti ke Ya Rab (SWT) Rehne Wale Hain.
Strange is the
nutrition, (they are) apart from the whole world These lovers, O
Lord, to which town do they belong
Verse 2:
Jahan mein hain ibrat kay har so namunay,Maghar tujh ko undha
kiya rang-o-buu nay,Kabhi ghor say bhi yeh dekha hai tunay?Jo
aabad thay woh mahal abb hain sunay.

Many examples are there of taking heed in
the worldBut the sight and sound has made you blind..Have you
ever pondered on this aspect?The castles which were once liven
in are now deserted
Verse 3:

Jaga Jee Lagaanay Ki Dunya Nahi Hai, Yeh ibrat ki jah hai
tamasha nahi hai.
World is not a place of heartly affiliations This is a place of
heed, it is not a jest
Verse 4:
Mile khaak main ahl-e-shaan kaise kaise, Makeen ho gaye la
makaan kesay kesay, Hue name-war pe nishaan kaise kaise,
Zamin khagayi nojwaan kaisay kaisay.

Many people of status have now mixed with
earthMany with homes are now homelessMany people of big
name have become namelessMany types of people have been
engulfed by earth
Verse 5:
Ajal nay na kisra hi choda na dara, Issi say Sikander safate
behara(pe hara), Har ek leke kya kya na hasrat sidhara, Pada
rehgaya sab yunhi thaat sara.

Time did not leave Kisraa to be!To this same time Alexander got
defeatedEvery one left behind their wishes and leftAll that will be
left here (in this world)
Verse 6:
Tujhay pehlay bachpan mein barsoon khilaya, Jawani nay phir
tujhko majnu banaya, Burhapay nay phir aakay kia kia sitaya, Ajal
tera kerday gi bilkul sifaya.

First it made you play in the childhoodIn the youth it made you a
loverOld age then troubled you so muchTime will clear you
completely
Verse 7:

Yehi tujhko dhun hai rahoon sab say bala, Ho zeenat nirali ho
fashion nirala, Jiya karta hai kia yoonhi mernay wala? Tujay
husnay zahir nay dhokay main dala.

You are over concerned that you stay above allThat
you have definitive beauty and a definitive fashionIs this the way
anyone lives who (knows) he will die?You got deceived with the
apparent beauty
Verse 8:
Woh hau aish-o-eishrat ka koi mahal bhi? Jahan taak mein har
ghari ho ajal bhi, Bus ab apnay is jehal say tu nikal bhi, Yeh tarzay
maeshat ab apna badal bhi.

Is that castle of lofty life even a castleWhen there is Time
standing next to itEnough now! Come out of this ignoranceAnd
change this way of earning of yours
Verse 9:
Yeh duniya-e-fani hai mehboob tujhko, Hui wah kya cheez
marghub tujhkom, Nahin aqal itni bhi majzoob tujhko, Samajh
lena ab chahiye khoob tujhko.

This finite world is beloved to youIts amazing what (thing) has
become your (means of) pleasureDo you, O drowned one (in its
endeavors) not have intelligence?You should have understood it
by now!
Verse 10:
Burr`hapay say paa kar payam-e-qaza bhi, Na chaunka na cheeta
na samnbhla zara bhi, Koi teri ghaflat ki hai inteha bhi, Junoon
chor kar apnay hoshon main aa bhi.

In the old age, even after realizing your destinyYou didnt

jolted, neither corrected your waysIs there a limit to your


ignorance..?Leave this obsession and become aware!
Verse 11:
Jab is bazm say chal diye dost aksar, Aur uthtay chalay ja rahay
hain baraabar, Har waqt paish-e-nazar hai yeh manzar, Yahan par
tera dil behelta hai kionkar.
When
all the friends have departed from this worldAnd continuously they
are leaving still,The view is in front of you as always..Then
(knowing all that) why does your heart is satisfied with it?
Verse 12:
Jahan main kahin shor-e-maatam bapa hai, Kahin fikr-o-faqah
say aah-o-baqa hai, Kahin shikwa`jor-o-makr-o-dawa hai, Gharz
har taraf say yehi bas sada hai.

There are screams and cries all around the worldSome cry out of
destituteness and some of hungerSome complain of deceipt and
fraudFrom all corners, thus is all the calling
Verse 13:
Jaga Ji Lagaanay Ki Dunya Nahi Hai, Yeh ibrat ki jah hai tamasha
nahi hai. World
is not a place of heartly affiliations This is a place of heed, it is not
a jest

You might also like