You are on page 1of 2

AMAL KI ZAKAAT:

Ism Ilahi ya phir kisi ayat ki zakaat se murad wird ki woh makhsoos tadat hay jissay kernay kay baad uss isam ya
aayat ki batni roohani qoowat amil ki dastras main aa jaati hay(iss tadat ko nikalnay kay bohat say rules han)

ZAKAAT AUR CHILLAY KA FARQ:

jab kay chilla say murad dinno ko woh makhsoos tadat hay jiss main kissi isam ya aayat ki batni qoowat amil ki
dastras main aa jaati hay(dinno ki yea tadat 3 say lay ker 40 tek ya uss say bhi ziada hoo sakti hay. simply saying
zakat=amount of reading of amal(perhai ki tadat) and chilla=amount of days(dinno ki tadat)

ACTUALLY CHILLA IS A BIGGER TERM,AND WAZEEFA IS A SMALLER TERM, WAZEEFA MAY OR MAY NOT BE AN
ELEMENT OF CHILLA, CHILLA MEANS ANY AMAL DONE FOR 40 DAYS,

EXAMPLES:

1-IF YOU GO TO DIFFERENT PLACES OF THE WORLD FOR "TABLEGH OF ISLAM",THEN IT WILL ALSO CALLED A
CHILLA,EVEN IF YOU DID NOT RECITE ANY WAZEEFA.

2-IF YOU RECITE SOME WAZEEFA FOR 40 NIGHTS FOR THE SOLUTION OF SOME PROBLEM, THEN IT WILL ALSO
CALLED A CHILLA.

IMPORTANCE OF ZAKAAT:

zakaat is must for any wazaif or amal have curative power in it. & Once the zakaat is given for perticular amal, we
have mastery over it to use it.

zakaat is like a food for the mowakkils of the amal, because in amals mowakkils are created by zakaat, i give you an
example, if mowakkil of Ism e Ilahi "ya jabbar" is kalkaeel, then all the peoples who use this amal, would u think the
same mowakkil will go and appear every where?? no, by giving zakaat, copies of this mowakkil are created, & hence
all called kalkaeel, therefore zakaat is must, there is no way to escape zakaat except somebody perform zakaat &
give you permission to use the powers of amal.

AMAL KI ZAKAT KA MAQSAD HEE AMAL KI BATNI ROOHANI QOOWAT KO HASIL KERNA HOOTA HAY.

ZAKAAT KAY LIYEE USTAAD KI IJAZAT:

1-IJAZAT KI ZAROORAT ROOHANI SUPPORT KAY LIYEE HOOTI HAY,

2-TEACHER BAYSHAK WAHAN NA HOO MAGAR USS KI ROOHANI POWERS WAHAN HOOTI HAN AUR STUDENT
KO GHALTIYON SAY BACHATI HAN,

3-AUR SAB SAY BERHI BAAT KAY USTAAD KI DUA HER KHATRAY KAY SAMNAY "DHAL"(SHIELD) HOOTI HAY,

ZAKAAT KI NEEYAT:

AAP KO AMAL SAY PHELAY APNI NEEYAT KO KHALIS KERNA HOO GA,YA AAP APNAY ZAATI MASAEL KAY HAL
KAY LIYEE AMAL KERAIN,YA DOSRON KAY MASAEL KAY HAL KAY LIYEE AMAL KERAIN,

JAB MERAY SAMNAY YEA CHOICE AYEE THI TOO MAIN NAY "FAIZ" KI RAH APNAI,LAIKIN HER INSAAN KI APNI
CHOICE HOOTI HAY.
YAAD RAKHAIN, DOSRON KO SAYA DAINAY WALLA DERAKHT(TREE) KHUD HAMESHA DIRECT SUN LIGHT/HEAT
KAY NEECHAY HOOTA HAY,

ZAKAAT KI TADAD KA TAQARER:

ZAKAT KAY LIYEE WIRD KI TADAD MALOOM KERNAY KA TAREEQA:


KISSI BHI AMAL KI ZAKAT NIKALNAY KAY BOHAT SAY TAREEQAY HOOTAY HAN,AUR MAIN NAY HER TAREEQA
KO AZMAYA HOWA HAY MAGAR MERAY TAJARBA MAIN ZAIL KA TAREEQA SAB SAY PUR-ASAR RAHA, ZAKAT KI
TADAD KO NIKALNAY KAY ISS TAREEQAY KAY 4 DERJAAT HOOTAY HAN,HER DERJAY KA TAREEQA AUR USS
TADAD KOO PERHNAY KA FAIDA ZAIL MAIN DEKHAIN,

1)=ZAKAT KAY LIYEE WIRD KI TADAD MALOOM KERNAY KAY LIYEE AMAL KAY ADAD E ABJAD KO AMAL KAY
HAROOF KI TADAD SAY ZERB DEY KER "ZAKAT E AWAL" KI TADAD HASIL KI JAATI HAY FAIDA=(ISS SAY AMAL
KISSI AIK MAQSAD MAIN KAMYABI DAITA HAY)

2)="ZAKAT E AWAL" KI TADAD KO AMAL KAY HAROOF KI TADAD SAY ZERB DEY KER "ZAKAT E DOOM" KI
TADAD HASIL KI JAATI HAY FAIDA=(ISS SAY AMAL AIK SAY ZIADA KAMOO MAIN ISTMAAL HOO SAKTA HAY)

3)="ZAKAT E DOOM" KI TADAD KO AMAL KAY HAROOF KI TADAD SAY ZERB DEY KER "ZAKAT E SOOM" KI
TADAD HASIL KI JAATI HAY FAIDA=(ISS SAY AMAL KAY "MOWAKKIL" AMIL SAY MANOOS HOO JAATAY HAN,AUR
GHAIBI TOER PER SAHIB E DAWAT YENI AMIL KAY IRD GIRD GHOMTAY REHTAY HAN)

4)="ZAKAT E SOOM" KI TADAD KO AMAL KAY HAROOF KI TADAD SAY ZERB DEY KER "ZAKAT E CHAHARUM" KI
TADAD HASIL KI JAATI HAY FAIDA=(ISS SAY AMAL KAY MOWAKKIL SAHIB E DAWAT YENI AMIL KAY SAMNAY
MOJASSAM HOO KER HAMESHA KAY LIYEE HASIR HOO JATAY HAN)

EXAMPLE:
AMAL= "COMPLETE BISMILLAH" KA AMAL,

ADAD E ABJUD=786
HAROOF KI TADAD=19

1-ZAKAT E AWAL=786 X 19= 14,934


2-ZAKAT E DOOM=14,934 X 19= 2,83,746
3-ZAKAT E SOOM=2,83,746 X 19= 53,91,174
4-ZAKAT E CHAHARUM=53,91,174 X 19= 10,24,32,306

SOME IMPORTANT POINTS REGARDING THE ZAKAAT:

1-RECITE THE AMAL(FOR WHICH YOU ARE GIVING THE ZAKAAT) WITH DAROOD SHARIF 7-7 TIMES BEFORE
AND AFTER THE AMAL AND PRAY FOR THE SUCCESS IN AMAL OR SOLUTION OF YOUR PROBLEMS.

2-START THE AMAL ON NEW MOON'S THURSDAY.

3-DISTRIBUTE 40 NAN KABABS AS "KHARAAT/LUNGER E MOLA" BEFORE STARTING THE AMAL

4-THROW SOME BALLS OF WET FLOUR IN WATER AS SADQA EVERY SATURDAY OR AS DIRECTED BY YOUR OWN
SPIRITUAL GUIDE.

You might also like